Wednesday, March 14, 2007

YUN HI SAHI...

Bewafaai ka zaher pikar jeena to hai..


Khushi hai ke maut se battar yeh jindagi tumhari naheen..


Main tumhse door hi sahi..


Aaj tumhare kareeb naheen...



Jindagi yun hi sahi...


Main yun hi sahi....

1 comment:

Anu said...

Hi,
Apne ne kaha yu hi sahi par bato bato mein kai sari bate keh gaye,
........ yun hi sahi.
Good Supreet

Anita